Gapshap Jo Hamesha Aapke Sath Rahe!

Chat room List

 

"Chatrooms menu" chalu karne ke liye 4 dabaye ya baayi key aur (baaye se daate) upar se dusra icon select kare aur OK dabaye .

  • Chat rooms menu me Aap sabhi chat room khoj sakte ho . open karne ke liye 4 dabaye ya baayi aur upar se (baaye se daaye) dusra icon pasand kare aur OK dabaye. Yahan AVACS Live Chat ke sabhi chat room hote hai .
  • Aap dekh sakte ho ke, pahele 3 room top 3 room hai. By countries and communities(desh aur samuday), Public(lok janta) aur Private(wyaktigat) jo humare chat room ki 3 shreni hai.
  • Just room ko pasand kare aur room me jane ke liye enter  chayan kare aur OK dabaye .
  • Favorite category me, yahan woh sabhi room honge jo aapne apne pasandida room ke roop me pasand kiye honge. Koi bhi room apne pasandida shreni me dalne ke liye , sirf shreni me pravesh kare (By country and communities/ Public/ Private) aur room pasand kare. Uske baad, menu chayan kare aur dabaye. Fir "add to from favorites"  chayan kare aur OK dabaye.Ab aap dekh sakte ho ke yeh room aapki pasandida shreni me aa gaya hoga.Yeh room me jane ke liye ek shortcut ki tarah hai.
  • Aap apna public room ya wyaktigat room bana sakte ho. public room me koi bhi pravesh kar sakta hai. lekin private room me koi bhi ja nahi sakta , agar ush user(he/she) ko ush room ka aamantran naa mila ho (aap kisiko bhi chat room me shamil karne ke liye aamantran bhej sakte ho).
  • Aur -"Where I am owner" me, yahan woh sabhi room hoge, Jahan aap ush room ke  malik honge.. Aur "Where I am owner" ke niche ke vikalpo me- yahan top 4 se top 10 chat room honge.

avacshindi © AVACS.2011 All rights reserved.

Create a website for freeWebnode

LinkXchanger.com MobPartner Counter Join MobPartner !