Gapshap Jo Hamesha Aapke Sath Rahe!

General Info

  • Aap wahan page ke 4 bhag dekh sakte ho, -sabse upar, baaye aur daaye patal aur sabse niche. Aap room options aur, page ke sabse upar me questionnaire aur user vikalp khoj sakte ho ."Rooms", "Menu" ya "Users" ke menu kholne  ke liye- Aapka courser top vikalp pe le jaye. baaye aur daaye patal me, yahan yeh vikalp/shreniya hoti hai jaise ki - Chat room list (top 10 rooms, country rooms, public rooms, private rooms, your rooms aur favorite rooms), Who is online/In room, Invited users, Moderators, Read only users, Contact book, Black list/Ignore list, SuperModerators aur Statistic.
  • Login karne ke baad aapko pahele se sabhi vikalp nahi mil sakte . Aapko kewal khinche aur chhode(drag aur drop) taknik se apne aap uplabdh vikalp banane padte hai . Aap ish tarah ka menu shirsh ki tarah dekh sakte ho .
  • Wahan "room menu" aur "users option" me 2 tarah ke color vikalp kala aur bhura (Black aur Gray) hote hai.. Black ka matlab - woh baaye ya daaye patal me abhitak add nahi hua hai ; aur Gray ka matlab - woh pahelese baaye ya daaye patal me add hai.
  • Maan lijiye ki aapko SuperModerators ka sampark karna hai, to bas "users option" khole aur dabaye aur "Supermoderator" ko hold kare aur web page ke baaye ya daaye patal ko khinche aur apni pakad chhod de.Fir Aap baaye ya daaye patal pe add kiye gaye SM list se SuperModerators ko sampark karne ke yogya banoge .
  • AVACS Live Chat ka Web Version upyog karne ke liye , pakka kare(make sure) ke upyog karne se pahele aapke web browser me java script sakriya ho .
  • Chat room me message bhejne ke liye , sirf aapko ush box me(page ke sabse niche me) apna message likhna hoga aur enter dabaye  ya daaye se "aabhasi"(virtual) enter button par click kare .Aap bahot sari smiley jod sakte ho, aapki apni smiley jod sakte ho, link jod sakte he, pictures bhej sakte ho, chat me audio ya flash videos jod sakte ho; apna avatar badal sakte ho, chat ka rang badal sakte ho. mulbhut rup se sirf wahi chat rooms dikhte hai jisme kam se kam ek user online ho. Agar aap kisi bhi shreni me sabhi chat rooms dekhna chahte ho to, bas setting icon par click kare aur "Room with users" option achayanit (uncheck) kare. Chat room ke message ki history saaf karne ke liye, "Clean room" vikalp par click kare. Agar aap chat room me post huye messages ke tarikh aur samay dekhna chahte ho to , bas "Show date" vikalp ko janch(check) kare.

 

avacshindi © AVACS.2011 All rights reserved.

Create a website for freeWebnode

LinkXchanger.com MobPartner Counter Join MobPartner !