Gapshap Jo Hamesha Aapke Sath Rahe!

User ke Groups

Hum chat me kai tarah ke users dekh sakte hai, jaise ke Super moderators, Hyper moderators, Merchants, Room moderators, Room owners, Administrators, Samanya users.Yeh sab users ek group ki tarah hote hai.

Super moderators (SM):

Super moderators shaktisali users hote hai. Unke pas aisa power hai ke woh kisi bhi chat room me kisi bhi user ko band ya read only sthiti se unbann se wapas la sakte hai . Woh kisi bhi chat room me anti-flood pranali on/off(chalu/bandh) kar sakte hai . Woh kisi bhi room me moderators jod ya hata sakte hai . Woh sab users ki madad karte hai. Sabhi users unse madad ke baare me puchh sakte hai. Aap unko Help vikalp me Super Moderators list me khoj sakte ho. "Help" menu kholne ke liye 4 dabaye ya baayi key aur (baaye se daaye) upar me se 7va icon ko pasand  kare aur OK dabaye aur "Super moderators" vikalp khole unki suchi dekhne ke liye.

Merchants:

Merchants Purse bechne wale(sellers) hote hai aur HM ya SM bhi. Aap unse kai tarah se jo woh samarthan karte ho wahan se money bhejke purse kharid sakte ho. Inse purse kharidne ke liye apnesthanik/nazdiki xetra(area) ke Merchant ka sampark kare . Aur unse swatantra rup se mahesus karke madad ke liye bhi puch sakte ho.

Hyper moderators (HM):

Inke paas wahi Super Moderators jaisi satta hota hai. par woh chhipe huye hote hai, Aap unhe kisi bhi suchi me dekh nahi sakte.

Room owner:

Room owner chat room ka mukhya niyantrak hai . Sabhi chat room ke owner(malik) hote hai. Owner users ko bann(pratibandh) ya unbann(apratibandh) kar sakta hai, users ko ush room ke moderator ki tarah sthapit kar sakta hai ya kisi bhi mauzuda user ka crown hata sakta hai.

Room ke moderators/Crown:

Room moderators - chat room ko moderate(sanyamit) karta hai . Woh users ko ban ya unban(wapas) kar sakte he , chat ko behtar banane ke liye anti-flood mode chalu/band kar sakte hai . User ko ban karne ke liye , chat menu khole-6 ya daaayi key dabaye, aur  "read only" ko sthapit karle laagu kare. User ko unban karne ke liye , yahan bhi wahi chiz karte hai aur withdraw vikalp laaagu kare ya, "about room" me jaye aur "more" me ja ke "read only" vikalp khole aur ush user ko select kare aur forgive karde. Aap ush chat room ke moderator ban sakte ho , agar owner aapko ush room ke moderator suchi me jode . Aap avatar chhodke crown dekh sakte ho, agar aapke pas moderate karne ki satta ho. SM aur HM ke pas sabhi room ki moderating satta hota hai.

avacshindi © AVACS.2011 All rights reserved.

Create a website for freeWebnode

LinkXchanger.com MobPartner Counter Join MobPartner !